Teri baatain hi sunaane Aye - Ahmad Faraz Ghazal Translation

Jagjit Singh


terī bāteñ hī sunāne aa.e 
dost bhī dil hī dukhāne aa.e  
(Jagjit Singh also uses Jalane aae).

They only came to tell your stories
Even friends came only to agonize me

phuul khilte haiñ to ham sochte haiñ 
tere aane ke zamāne aa.e 
(Jagjit Singh uses "milne" ke zamaane aae)

When flowers bloom I think
its time to meet you

aisī kuchh chup sī lagī hai jaise 
ham tujhe haal sunāne aa.e 

there is so much silence
I have come to tell you my plight

ishq tanhā hai sar-e-manzil-e-ġham 
kaun ye bojh uThāne aa.e 

Love is alone at the road of suffering
who has the ability to lift this weight?

ajnabī dost hameñ dekh ki ham 
kuchh tujhe yaad dilāne aa.e 

Stranger friend, look at me
I have to remind you of something

dil dhaḌaktā hai safar ke hañgām 
kaash phir koī bulāne aa.e

This heart is still beating on the road
Alas if someone would call me

woh khafaa kar ke hame khud rooth gaye
ab hame kaun manaane aae

she upset me and then got upset
now who will come to make up with me

aa na jaye kahin laut ke jaan
meri mariyat woh sajaane aae

I wonder if she will come back
she has come to adorn my death

ab to rone se bhī dil dukhtā hai 
shāyad ab hosh Thikāne aa.e 

now crying makes my heart sore
maybe now I will wake up

kyā kahīñ phir koī bastī ujḌī 
log kyuuñ jashn manāne aa.e 

so raho maut ke pahlū meñ 'farāz' 
niiñd kis vaqt na jaane aa.e

0 Comments